Sunday, 17 June 2012

Ek Shia Imam Husain a.s kiZarih-e-Mutahr Se Hazri DekarWapis Lot Raha Tha,
Raste Me Wahabi Milgae,
Bole Kahan Se Arahe Ho?
SHIA: Harm-e-IMAM (a.s) SeAraha Hun,
WAHABI: Phir To Aap JnnatiHogae?
... SHIA: ALLAH K Karam Se.
Wahabi: Hum Ne Hadees ParhiHe, Jo Jnnati Hota He Us K JismSe Khushbo Aati He, Aap K JismSe To Koi Khushbo Nhi Arahi?
SHIA: Tumne 1 Hadees Parhi HeDusri Nhi
WAHABI: Konsi?
SHIA: Jahannamio Ko Jannat KiKhushbu Nhi aati.

imam MOSA (a.s)


jis k Din Rat katy qaiD k andhery myn * pursa deny to Usy Zahra bhi ati hogi

Thursday, 14 June 2012

FATAH-e-JANG-e-KHYBER

Kaat Kar Phir Baat Meri Ye Kiya Us Nay Sawaal..
Kyun Madad HAIDER Say Letay Hou Bajaye Zuljalal...!!

Me Ye Bola Apni Bosida Kitabai'n Tou Khangaal...
Un Me Mil Jaye Gi Tujh Ko Jang-e Khaiber Ki Misaal...

Tujh Pay Hojaye Ga Saabit Behas Yeh Baikaar Hai...
Naara-e HAIDER Lagana Sunnat-e SARKAAR Hai...

■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■​■■■■■■■■■■■■■■■
FATAH-e-JANG-e-KHYBER BADAST MOLA ALI (as) MUBARAK..
■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■​■■■■■■■■■■■■■■■
I am Proud To Be>>>Aliwaley

Tuesday, 12 June 2012

ALI


Hum ALI (as) Ke Diwane Jis Se Dil Se Dua Detey Hein
Uski Bigri Hue Taqdeer Bana Detey Hein
Jitni Doulat Pe Ghani Hotey Hein Dunia Waly
Utni Doulat Ka Tu Hum Lubaan Jala Detey Hein
Abbas [a.s] Ki Nazroon Say Koi Parh Kar
To Dekhay.
Ahsas Ki Aik Nahj-Ul-Balagha Hay
Sakina [s.a]

Sunday, 10 June 2012

ya ALI



Salaam Ya Hussain

Hussain a.s Noor e Ain Hai. Hussain a.s Dil ka Chain Hai.

Hussain a.s Par main kya Likhu, Hussain a.s Bas Hussain a.s Hai...

Salaam Ya Hussain a.s


Dekha Hai Ek Khwaab Ke Mai Karbala
Me Hoon..
Jannat Se Bhi Haseen Hai Jo Aise Fizaa
Me Hoon..
Daste Qazaa Se Door Hu Hadde Baqaa
Me Hoon..
Shamil Hu Awliya Me Saf-e-Ambiyaa
Me Hoon..
Ek Noor Jall Raha Hai Har Ek Jabeen
Par..!!!
Lagta Hai Aagaya Hai Khuda Khud
Zameen Par..!!!

ALI HAIDER

BEAUTIFUL POETRY By Irtaza Shah Naqvi KindLY ILTMAS-E- DUA

Kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey.

Matam ki sada suntey hain Matam nahin kartey.

Wo log bhala samjhein gey kya raaz e Shahadat.

Jo Eid to kartey hain Muhurram nahin kartey.

Kyun Jalta hai Dil aap ka kyun jalta hai seena.

Hum aap ke seenon pe to Matam nahin kartey.

Mohsin yehi maqbool riwayat hai jahan main,

qatil kabhi maqtool ka matam nahin kartey.

ALI ALI ALI HAIDER….. ALI ALI ALI HAIDER….. ALI ALI ALI HAIDER…..

Saturday, 9 June 2012

Imam Hassan Askari (as)

Imam Hassan Askari (as) ne farmaya :

Humhe Khuda ki makhlooq qarar dene ke baad hamare mutaliq jo fazilat bhi bayan karna chaho bayan karo.

(Manaqib-e-Ahlebait(as)
volume 1 page 69)

Bughz-e-Haider [a.s] bhi Shafa`at ki
talab bhi Dil me..
Ye to wo Khuwab hy jis ki koi Tabeer
nhi."

(Mola Ali a.s)

Baat Ilm sy karo
Taqat ka sahara na lo
Q k
Taqat kitni bhi bari q na ho
Ilm k agay choto ho jaati hy."
(Mola Ali a.s)

YA ALI A.S

Aa Dushman E HAIDER A.S dekh Zara,
Hr simt Faza main ALI A.S ALI A.S.

YA ALI A.S Madad.....!!

ZEHRA (Sa)


BULAYA THA JIS NE ZEHRA (Sa) KO SAR E DARBAR
AGR WO JANNATI HAI TO MUJH PE JANNAT HARAM HY

Friday, 8 June 2012

Ali (a.s)


"Teri waja sy teri maa pe ungliyan
uthyn
Ali (a.s) k bughz ko pagal nikaal seeney
sy."

Hussain(a.s)

*** Hussain(a.s) ***

Jawab e Kaba Bashar Ney Kayi Bana Daley...
Hadisey Garh Li Safihey Kayi Bana Daley....
Nabi(saw) Ke Ahad Main Jhootey Nabi Bana Daley...
Khalifa Or Bajaye Ali(a.s) Bana Daley....

Bashar Sey Misl e Shah e Mashrakhain Ban Na Saka....
Khuda Bana Liye, Lekin Hussain(a.s) Ban Na Saka...

Salaam Ya Hussain(a.s)...


Sunday, 3 June 2012

Ya ALiIi

Ali Imam-e-Manasto Manam Ghulaam-e-Ali...

 Hazaar Jaan-e-Giraami Fidaa-e-Naam-e-Ali..

Friday, 1 June 2012

Haider

Ya rab tere HEIDER (as) ke andaaz nirale hein
Meherab meein rota hai , maidan mey hasta hai..