Sunday 10 June 2012

ALI HAIDER

BEAUTIFUL POETRY By Irtaza Shah Naqvi KindLY ILTMAS-E- DUA

Kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey.

Matam ki sada suntey hain Matam nahin kartey.

Wo log bhala samjhein gey kya raaz e Shahadat.

Jo Eid to kartey hain Muhurram nahin kartey.

Kyun Jalta hai Dil aap ka kyun jalta hai seena.

Hum aap ke seenon pe to Matam nahin kartey.

Mohsin yehi maqbool riwayat hai jahan main,

qatil kabhi maqtool ka matam nahin kartey.

ALI ALI ALI HAIDER….. ALI ALI ALI HAIDER….. ALI ALI ALI HAIDER…..

No comments:

Post a Comment