Lahoo me jin k
Wilay-e-ALI nahe hoti
Hamari Un se kabhi Dosti nhi hoti
Bht buland hay
Mayaar-e- Aashiqan-e ALI (a.s)
Humari baat giri aur Pari nahe hoti
Agar na Aatay Dar-e- FATIMA pe sajday ko
Kabhi sitaron main Tabindagi nhi hoti
Ye poochtay hain Farishton se
Dushman-e- HAIDER
Humari Qabr mein q Roshni nhi hoti?
Kaha Farishton ne Bughz-e- ALI (a.s) Andhera hy
Andheray se to kabhi Roshni nhi hoti.
Wilay-e-ALI nahe hoti
Hamari Un se kabhi Dosti nhi hoti
Bht buland hay
Mayaar-e- Aashiqan-e ALI (a.s)
Humari baat giri aur Pari nahe hoti
Agar na Aatay Dar-e- FATIMA pe sajday ko
Kabhi sitaron main Tabindagi nhi hoti
Ye poochtay hain Farishton se
Dushman-e- HAIDER
Humari Qabr mein q Roshni nhi hoti?
Kaha Farishton ne Bughz-e- ALI (a.s) Andhera hy
Andheray se to kabhi Roshni nhi hoti.
No comments:
Post a Comment